~~ याद ~~
तो याद क्यों तेरी आती है बार बार ,
जबकि बार बार भूलने की करता हूँ कोशिश।
जबकि न रोने की करता हूँ कोशिश,
जबकि पलट कर न देखने की करता हूँ कोशिश,
जबकि यादों को पीछे छोड़ने की करता हूँ कोशिश,
जबकि रह रह कर, मेरे उंगली को तेरे उंगली से छू जाने का एहसास हो जाता है,
तो याद क्यों तेरी आती है बार बार ,
जबकि बार बार भूलने की करता हूँ कोशिश,
#gkm
---------------------------------------------------------------------------------
~~ yaad ~~
To yaad kyuuñ tirī aatī hai baar baar,
Jabki baar baar bhulne ki karta hu koshish.
Jabki na rone ki karta hu koshish,
Jabki palat kar na dekhne ki karta hu koshish
Jabki yadon ko pichhe chorne ki karta hu koshish,
Jabki rah rah kar mere ungli ko tere ungli se chhu jaane ka ahsas ho jaata hai,
To yaad kyuuñ tirī aatī hai baar baar,
Jabki baar baar bhulne ki karta hu koshish.
#gkm
No comments:
Post a Comment